Bewafa Shayari in Urdu – 50+ Sad Lines on Love & Poetry

Table of Contents

Bewafa shayari, with its haunting beauty, captures the agony of unrequited love and the bitterness of betrayal. Rooted in Urdu poetry’s rich tradition, these verses resonate across generations, offering solace to broken hearts and voices to unspoken pain. From classical masters like Meer Taqi Meer to modern poets like Amrita Parsuram Meeta, this collection weaves raw emotion into words. 

Each couplet reflects the duality of love—its fragility and resilience—while Hinglish translations bridge the gap between tradition and modernity. Whether you seek to heal, reflect, or simply appreciate art, these 50+ shayaris are a testament to the enduring power of Urdu poetry.

Bewafa Shayari in Urdu

Classic Bewafa Shayari

kuchh to majbūriyāñ rahī hoñgī
yuuñ koī bevafā nahīñ hotā.

tum ne kiyā na yaad kabhī bhuul kar hameñ
ham ne tumhārī yaad meñ sab kuchh bhulā diyā.

ham se kyā ho sakā mohabbat meñ
ḳhair tum ne to bevafā.ī kī.

ho gaye hain ishq mein gharq tamām ahl-e-dil
vo jo nā-banā hotā vo hi bevafā hotā.

vafā kī ḳhair manātā huuñ bevafā.ī meñ bhī
maiñ us kī qaid meñ huuñ qaid se rihā.ī meñ bhī.

mere ba.ad vafā kā dhokā aur kisī se mat karnā
gaalī degī duniyā tujh ko sar merā jhuk jā.egā.

tum kisī ke bhī ho nahīñ sakte
tum ko apnā banā ke dekh liyā.

Emotional Verses

chalā thā zikr zamāne kī bevafā.ī kā
so aa gayā hai tumhārā ḳhayāl vaise hī.

ik ajab haal hai ki ab us ko
yaad karnā bhī bevafā.ī hai.

nahīñ shikva mujhe kuchh bevafā.ī kā tirī hargiz
gilā tab ho agar tū ne kisī se bhī nibhā.ī ho.

bevafā.ī pe terī jī hai fidā
qahr hotā jo bā-vafā hotā.

is qadar musalsal thiiñ shiddateñ judā.ī kī
aaj pahlī baar us se maiñ ne bevafā.ī kī.

kaam aa sakīñ na apnī vafā.eñ to kyā kareñ
us bevafā ko bhuul na jaa.eñ to kyā kareñ.

Bewafa-Shayari-in-Urdu

jo milā us ne bevafā.ī kī
kuchh ajab rañg hai zamāne kā.

ye kyā ki tum ne jafā se bhī haath khīñch liyā
mirī vafāoñ kā kuchh to sila diyā hotā.

bas is sabab se ki tujh par bahut bharosa thā
gile na hoñ bhī to hairāniyāñ to hotī haiñ.

ye jafāoñ kī sazā hai ki tamāshā.ī hai tū
ye vafāoñ kī sazā hai ki pa.e-dār huuñ maiñ.

Modern Takes on Love

dil bhī toḌā to salīqe se na toḍā tum ne
bevafā.ī ke bhī ādāb huā karte haiñ.

āshiqī meñ bahut zarūrī hai
bevafā.ī kabhī kabhī karnā.

ham use yaad bahut ā.eñge
jab use bhī koī Thukrā.egā

uḌ ga.ī yuuñ vafā zamāne se
kabhī goyā kisī meñ thī hī nahīñ.

mere alāva use ḳhud se bhī mohabbat hai
aur aisā karne se vo bevafā nahīñ hotī.

gila likhūñ maiñ agar terī bevafā.ī kā
lahū meñ ġharq safīna ho āshnā.ī kā.

jaao bhī kyā karoge mehr-o-vafā
bār-hā aazmā ke dekh liyā.

ab zamāna hai bevafā.ī kā
siikh leñ ham bhī ye hunar shāyad.

adhūrī vafāoñ se ummīd rakhnā
hamāre bhī dil kī ajab sādgī hai.

kisī fard-e-mohabbat se bhalā ummīd kyā rakhnā
mohabbat bevafā thī bevafā hai bevafā hogī.

na mudārāt hamārī na adū se nafrat
na vafā hī tumheñ aa.ī na jafā hī aa.ī

be-vafā tum bā-vafā maiñ dekhiye hotā hai kyā
ġhaiz meñ aane ko tum ho mujh ko pyaar aane ko hai.

ġhalat-ravī ko tirī maiñ ġhalat samajhtā huuñ
ye bevafā.ī bhī shāmil mirī vafā meñ hai

maiñ ḳhāndān kī pābandiyoñ se vāqif thī
ḳhudā kā shukr hai us shaḳhs ne vafā nahīñ kī.

jis tarah aap ne bīmār se ruḳhsat lī hai
saaf lagtā hai janāze meñ nahīñ ā.eñge.

jis tarah aap ne bīmār se ruḳhsat lī hai
saaf lagtā hai janāze meñ nahīñ ā.eñge.

maiñ ḳhāndān kī pābandiyoñ se vāqif thī
ḳhudā kā shukr hai us shaḳhs ne vafā nahīñ kī.

kisī fard-e-mohabbat se bhalā ummīd kyā rakhnā
mohabbat bevafā thī bevafā hai bevafā hogī.

Bewafa-Shayari-in-Urdu

umiid un se vafā kī to ḳhair kyā kiije
jafā bhī karte nahīñ vo kabhī jafā kī tarah.

adhūrī vafāoñ se ummīd rakhnā
hamāre bhī dil kī ajab sādgī hai.

bas is sabab se ki tujh par bahut bharosa thā
gile na hoñ bhī to hairāniyāñ to hotī haiñ.

jis tarah aap ne bīmār se ruḳhsat lī hai
saaf lagtā hai janāze meñ nahīñ ā.eñge.

maiñ ḳhāndān kī pābandiyoñ se vāqif thī
ḳhudā kā shukr hai us shaḳhs ne vafā nahīñ kī.

kisī fard-e-mohabbat se bhalā ummīd kyā rakhnā
mohabbat bevafā thī bevafā hai bevafā hogī.

adhūrī vafāoñ se ummīd rakhnā
hamāre bhī dil kī ajab sādgī hai.

ye jafāoñ kī sazā hai ki tamāshā.ī hai tū
ye vafāoñ kī sazā hai ki pa.e-dār huuñ maiñ.

ġhalat-ravī ko tirī maiñ ġhalat samajhtā huuñ
ye bevafā.ī bhī shāmil mirī vafā meñ hai.

umiid un se vafā kī to ḳhair kyā kiije
jafā bhī karte nahīñ vo kabhī jafā kī tarah.

Conclusion

Bewafa shayari is more than poetry—it’s a mirror to the soul’s deepest wounds and quiet resilience. These 50+ verses, penned by icons like Ahmad Faraz and Jaun Elia, transcend time, speaking to the universal ache of love lost and trust shattered. Whether through the melancholic cadence of classical Urdu or the relatable tone of Hinglish, each couplet invites reflection. 

They remind us that heartbreak, while painful, is a shared human experience. Share these shayaris to comfort a friend, journal them for catharsis, or simply lose yourself in their lyrical sorrow. Let the words linger, for in their pain lies a strange, timeless beauty. 

Related Shayari you may like

Scroll to Top